Chorus:Stuti ho prabhu ki jai jai kar
Verse 1:Bhulunga nahi us drisya ko prabhu Yishu ke
Tangaya gaya tha Prabhu krus par kalvary ke
Sari deh aur hath paun bhi chot hi chot se purna the
Mujhe yad hai iska karan, aparad hi tha mere
Verse 2:Bhulunga nahi us wachan ko prabhu Yishu ke
Kaha the krus par Yishune prem se adra hoke
Pap Karin aur pap ka dand maine uthaya tere liye
Kamaya uddhar maine yahan hai yah tere liye.